Ready is an upcoming movie starring Salman Khan & Asin. All the songs of the movie are very good & become quite popular. Here you can download lyrics & video of Character Dheela Hai song.
Character Dheela Hai Song Lyrics
Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ladko ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai
Like It Like It…
Hai simple sa yeh formula
Hai love ka funda khokhala
mujhe bas pyaas tu hi de
cool cool cool rehta hai
kisi ka haath tham ke
hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi
fool fool fool kehta hai
Kise hai love se matlab
ye yovan sant leela hai
Fark padta hai kya baahon mein
munni hai ya sheela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ho ! Main karoon toh saala Character Dheela hai
Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nashila hai
Jise dekho yahaan woh husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Ho !
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Main karoon toh saala Character Dheela hai
Main karoon toh saala Character dheela hai
Main karoon toh saala Character dheela hai!!!!!
Zarine Khan is shaking legs with Salman Khan in item song “Character Dheela”. It is reported that this song was first offered to Jacqueline Fernandez but later on Zarine Khan replaced Jacqueline Fernandez.
Ready is all set to release on June 3rd 2011….





